Contact Form

Name

Email *

Message *

Search This Blog

Thursday, September 22, 2022

Mujh ko hai teri jus­tuju mujh ko teri ta­laash hai; मुझ को है तेरी जुस्तजू मुझ को तेरी तलाश है


·        Prayer

·        Mujh ko hai teri jus­tuju mujh ko teri ta­laash hai

·        Jan-e-jahan kahan hai tu mujh ko teri ta­laash hai

·        Wadi mei marghazar mein jangal mein kohh­isaar mein

·        Darya mein aabshar mein mujh ko teri tal­aash hai

·        Nargis mein lalazaar mein sumbal ke tar tar mein

·        Sehra mein sabzazar mein mujh ko teri ta­laah hai

·        Phoolon mein misl-e-­bu nihan baitha hai chhup ke tu kahan

·        Patton mein gul mein khar mein mujh ko teri talaash hai

·        Suraj mein kaun hai jalwagar taaron mein kis ka hai asar

·        Dhundoon kahan mein bekhabar mujh ko teri talaash hai

·        Mera Feroze naam hai teri talaash kaam hai

·        Allah hai ya tu Ram hai mujh ko teri tal­aash hai 

------------------------------------------------------------------------------------------------

so finally, I got this my childhood, middle school prayer we used to say everday during 1947-1950;

Iqra'


Mujko hai teri justuju, mujhko teri talash hai..

Khaliq mere kaha hai tu mujko teri talash hai ❤

Davendra K Gupta

I am also looking for full prayer, we used to say it every day in our middle school morning prayer; Please post it on my time line if you get it from some where; Thanks with Greetings

Ashraf Qureshi

Davendra K Gupta The prayer was written by my maternal grandfather, S. K FEROZE, who used to teach Persian and Arabic in Khalsa High School for Boys in Ambala, before partition. It is unfortunate that he was killed in the senseless carnage that accompanied partition. The last couplet testifies to the fact that the prayer was written by him: “ Mera FEROZE naam hai Teri talaash kaam hai..... Allah hai tu ke Ram hai mujh ko Teri talaash hai". The prayer was widely read in schools in Punjab and if I'm not wrong it was used as the anthem for Boy Scouts of Punjab. I promise that I'll post the full text as available with me. Having been born after partition I never got a chance to meet my Nana but I've heard a lot about him from my father and uncles.

 

Ashraf Qureshi

Davendra K Gupta I hope now you have the full text of the prayer. Regards

·        

No comments:

Post a Comment